Kya aap janta ha ka urdu poetry kay chand lafz aap ka dil ki shanahet kara sakta hain. ‘G han’ urdu poetry 2 lines may aap apnay jazbaat, ahsaas, aur apnay dil ma chupi hui har cheez ko doosrun ka samnay rakh saktay hain.aaj hum aap kay lya kuch urdu poetry 2 lines main la ka aye hain jo ka aap ko sochnay pr majboor kar day gi. ap is urdu poetry sa lutaf uthayein aur ager pasand aye to apni raye ka izhar zaroor karain. Poetry ka alwawa aap ko funny jokes bhi hamari site ma mil jayain ga ager aap ko pasand ho to aap un par bhi ja saktay hain.
Pauon mafi mang rahay hain
Lakin kya karun shoqe safar nahi jata
Arzu ban jaun ga hawaab ban jaun ga
tujhay parnay ka shoq hua kitaab ban jaun ga
Urdu poetry 2 lines
Bachpan hi sahi tha rona kaam to ata tha
Aik hi sa to dil laga tha
us ka bhi kahin or lag gyaa
Kabhi kabhi to lagta ha tarun jaisa
Taray zulam ginta hun phir so jata hun
Boht sa milay khilonay taray jaisay
Koshish boht ki tu bhulaya nahi jata
About urdu poetry
Do lafzun main shayeri likhna asan nahi lakin ya ak alg hi ahsaas ha jo ka aap ko zahni sakoon daita ha aap apnay jazbaat ko kuch lafzun main bayan kar kay hud ko par saktay hain. Kyu na aap bhi is ahsaas ko azmain apnay ird gird daikhain sochain aur mahsoos karain phir in ahsasat ko do lafzun main bayan karnay ki koshish karain. Urdu poetry 2 lines main bayan karain. Hamari website pr aap ko funny Urdu jokes bhi mil jayain ga ager aap ko pasand ho to hum aap ko ziada sa ziada cheezain mahaya karna ki koshish kar raha hain hum love Poetry, funny poetry, funny jokes,urdu quotes wagaira bhi aap tak pohchaye ga takay ap in sab cheezun sa lutaf utha sakain. Hamari site ko ache sa explore karain aap ko boht si categories mil jayen gi.
Jald mun moray ga tu pata tha mujhay
Taray bahanay tari manzil ka rasta bata rahay thay
Har shahs to hota nahi har baat kay qabil
Har shahs ko har baat batai nahi jati
Tujhay haq hay kisi or say muhabbat karnay ka
Lakin dil laga kay chor jana bhi to had ha
A zindgi chalo maan lya ka hum galat thay
Lakin aisa bartao kisi or kay saath na karna
Urdu poetry 2 lines
Tum badel ban kar bina bulaye ajao
Ma patun ki tarah sari barish may naha lun ga
Dusrun kay ayeb dikhatay hain ya log
Aur apna chehra chupaye huay hain
Logun na bataya waqt badalta ha or waqt na bataya log badaltay hain
Galti to hamari thi hum na kisi ki na suni
Wo mujhay chor gai to pata chala
Ka abhi jahan or bhi baqi hay
Kaash koi aisa khail hota
Ma harta to uska main jeetta to wo mari
Wo mujhay chor gai ya kah ka kisi or ko doondlaina
Hamoshi sa main sunta raha us ki batain oru jaisi
Jhoot bolta hun apnay dil say main
Ka taray chor janay ki ab fikar nahi
Urdu poetry ki ahmiyat
Urdu Poetry barsu say chalti arahi hay or isi tarah jazbaat ko zahir karnay may humara saath day rahi hay boht say shair apni potry say logun kay dilun main jagah bana chukay hain un sab na apnay ahsasat ko chand lines main zahir kr kay dikha diya.
Log dushmanu ki baat kartay hain
Hamara dostun par bhi yaqeen baqi nahi
Tum mujhay bhool bhi sktay ho haq ha tumhain
Maray liya to qufar hay ma muhabbat kar baitha hun
Kabhi kabhi sochta hun seekh lun munafqat
Warna is jahan main akala ho jaun ga
Bikhar jayain andharu main sahara to daitay ho
Magar phir chor jatay ho yu hi marnay daitay ho
Urdu poetry
Ya to bs chand misalain thi urdu poetry ki urdu poetry 2 lines ki taqat la mahdood ha. Aksar log ya sochta hain ka shayeri sirf kisi ashiq kaliya ha lakin aisa bilkul nahi urdu poetry urdu zubaan ka ak ahm hisa ha ya humain sochnay or apnay app ko samajnay ki salahiyat daiti ha. Aap hud ak dafa azma ka daikh lain aap kuch poetry hud sa bana kar likhain aap ko pata chal jaye ga ka aap ki shanahat kaisi ha. Ak bari kahani ko poetry ki 2 lines main likh daina koi choti cheez nahi. Ager aap ko mazeed urdu poetry parni ho to aap jab marzi hamari website pr a saktay hain humari koshish yahi hoti hay ka jitni jaldi ho sakay naye sa naye post tayaar karain or aap tak pohchaye ager aap ko aj ki Urdu poetry pasand aye ho to shukriyaa aap apni raye ka izhaar neechay comment section main kar saktay hain.