Poety ka ak ahm hisa funny poetry bhi ha.Lafzun ka jaadu, hayalu ki baazi aur jazbaat ka samander yahi ha shayeri ka woh kahram jahan har waqt naye naye ahsasat janam latay rehta hain lakin kya aap janta hain kay shayeri ka ya samander humain sirf hamain sanjeeda aur gehra tasrat nahi daita balka humain qehqha laganay pr bhi majboor kar skta ha isi liya hum aj aap ka lya 20+ funny poetry la kr aye hain. Mazahiya poetry ka jadu ka safer ak arsa sa chalta araha ha jo humain muskarata araha ha.
لڑکیاں جلاب کا کلر دیکھ کر پہنتی ہیں اور لڑکے سونگھ کر
Larka aur larkiun ma itna hi to farq hay lrkiyan julaab ka kalar daikh kr phnti hain aur larkay soongh kar
کہ ہم ہیں بہادر جو ڈرتے نہیں امتہان سے پہلے
وہ تو ہمارا پڑا ہوا امتحان میں آتا ہی نہیں ورنہ ہم بھی ٹاپر ہوتے
Ka hum hain buhader jo drtay nahi imthaan sa phlay
Wo to hmara para hua imthaan ma ata hi nahi wrna hum bhi toper hotay
ان لڑکیوں کا واقعی سچا ہے من
جو حیران ہو جاتی ہیں خود کو دیکھ کر شادی والے دن
Un larkiyuon ka waqye e sacha ha man
Jo hairan hoti hain hud ko daikh kar shadi walay din
Funny poetry in urdu:
Jab sa poetry ka agaz hua ha poetry ko dilchasp bananay ka liya is ko hushhali ki taraf lakay jany ki koshish jari ha kyo ka phlay poetry ko sirf ak dusray ka dukh dikhanay ka lya or jazbaat ko zahir karnay tak mahdood rakha gya tha lakin jab jab is ko funny poetry ki taraf la ka jaya jaraha ha ya or bhi mazadar hona lagi ha is kay saath funny jokes bhi ata hain jo ka bht dilchasp hota hain.
کہ مرشد سمج نہیں آرہی کہ پیار کیا ہے
بس اس لئے بار بار کر رہے ہیں
Kay murshad samaj nahi arahi ka pyaar kya ha
Bs is liya baar baar kar raha hain
یہ پیار بھی کیا چیز ہے پتا بھی ہے
کہ ذلیل ہونا ہے پھر بھی کرنے کا دل کرتا ہے
Ya pyaar bhi kya cheez ha pta bhi ha
Ka zaleel hona ha phir bhi karna ka dil karta ha
اے جانے والے مڑ کے دیکھ تو لے
چل رہنے دے تو نے کونسا مہمانوں کی طرح پیسے دینے ہیں
A jana walay mur kay daikh to la
Chal rehna da tuna konsa mehmanu ki tarah paisay daina hain
Mazaq kar ka hush hona humari zindgi ka ak ahm hisa ha ya na sirf humain waqti tor pr hasata ha balke humain zahni sakoon bhi daita ha aur jismani tor pr bhi kaafi faida daita ha funny poetry is kaam ma ak hathyar ka kaam karti ha.
Social effect of funny poetry
funny poetry humain apna muashra ka un pehlu par nazar dorana aur baat karna daiti ha jin pr snjeedgi sa baat karna namunasab smja jata ha funny poetry humain muashray ka kamzor pehlu pr nazar lagana daiti ha is tarah islah ka pagaam bhi jata ha. Funny poetry ka saath saath hum funny jokes pr bhi hosh hona chehra pr muskraht ana ak aam baat ha humari website pr apko funny jokes in urdu ma mil jayen ga ager aap ko pasand ho to aap pr skta hain yaqenan aap ko pasand ayain ga