Best 43 allah quotes in urdu for you |Islamic allah quotes in urdu

Words of Gold: Discover the Power of allah Quotes in Urdu

In the tapestry of Islamic values, few threads shine brighter than Husn e Akhlaq, the concept of beautiful character.we have new husn e akhlaq quotes in urdu for you to be more polite to others as our islam has taught us. Urdu, a language known for its expressive nature, offers a treasure trove of quotes that illuminate the importance and impact of cultivating good character.

Islamic quotes about character in urdu:

These Urdu quotes on Husn e Akhlaq go beyond mere etiquette, delving into the essence of kindness, compassion, and respect. They remind us that true beauty lies not just in outward appearances, but in the kindness of our words, the generosity of our actions, and the strength of our moral compass.

Prophet Muhammad's sayings about good character in urdu:

Our prophet Muhammad swl life is a example of husn e akhlaq for us. There are hundreds of examples of his polite behavior to others his kindness that makes him great.By incorporating these powerful Urdu quotes on Husn e Akhlaq into our daily lives, we can not only elevate ourselves but also contribute to a more harmonious and compassionate world. 

New allah quotes in urdu:

Husn e akhlaq quotes in urdu

1:

انسان اپنے ظاہری حسن کی تو فکر کرتا ہے لیکن اپنے اندرونی حسن کو بھول جاتا ہے جو کہ حسن اخلاق ہے”

Insan apnay zahri husn ki to fikar karta hay lakin apnay androni husn ko bhool jata hay jo kay husn e akhlaq hay

Husn e akhlaq quotes in urdu

2:

“حسد اور بغض سے پرہیز رکھو یہ حسن اخلاق کی راہ میں رکاوٹ ہے”

Hased aur bugaz say parhaiz rakho ya husn akhlaq ki rah main rukawat hay

Husn e akhlaq quotes in urdu

3:

“اگر آپ بہت اچھے مسلمان ہیں لیکن آپ کا رویہ دوسروں کے ساتھ اچھا نہیں آپ کا حسن اخلاق ٹھیک نہیں تو اپنے رب کے قریب ہونا بھول جاؤ” 

Ager aap boht achay muslmaan hain lakin aap ka rawaya doosrun kay saath acha nahi aap ka husn e akhlaq theek nahi to apnay rab kay qareeb hona bhool jao

Husn e akhlaq quotes in urdu

4:

“چغل خوری اور دوسروں کو نیچا دکھانا بداخلاقی کی نشانی ہے اس سے بچو” 

Chugal hori aur dossron ko neecha dikhana bad akhlaqi ki nishani hay is say bacho

Husn e akhlaq quotes in urdu

5:

“غریبوں کی مدد کرنا اور یتیموں سے محبت بھی ایک اچھے اخلاق پسند انسان کی نشانی ہے”

Gareebun ki madad karna aur yateemun say muhabbet bhi aik achay akhlaq pasand insan ki nishani hay

Husn e akhlaq quotes in urdu

Husn e akhlaq quotes in urdu

6:

“ہمارے نبی (ص ل و) نے ایک دفعہ فرمایا جو شخص نرمی سے محروم کر دیا گیا وہ شخص خیر سے بھی محروم کر دیا گیا”

Humaray nabi nay aik dafa farmaya jo shahs narmi say mahroom kar diya gya wo shahs hair say bhi mahroom kar diya gya

Husn e akhlaq quotes in urdu

7:

“مومن کی مثال نکیل کے اونٹھ کی سی ہے اگر اسے چلایا جاۓ تو چل پڑے اور اگر پتھر پر بٹھایا جاۓ تو بیٹھ جاۓ”

Momin ki misal nakel kay unth ki si hay ager usay chalaya jaye to chal paray aur ager pather par bithaya jaye to baith jaye

Husn e akhlaq quotes in urdu

8:

“ایک مومن کو دوسروں کی بھوک کا احساس ہوتا ہے یہیں اس کے ایمان کی نشانی بھی ہے”

Aik momin ko dusrun ki bhook ka ahsas hota hay yahi is kay imaan ki nishani bhi hay

Husn e akhlaq quotes in urdu

9:

“نبی کریم(ص ل و) نے فرمایا ہر دین کے اخلاق ہوتے ہیں اور اسلام کا اخلاق حیأ ہے”

Nabi kareem nay farmaya har deen kay akhlaq hotay hain aur islam ka akhlaq haya hay

Prophet Muhammad swl about allah quotes in urdu

Husn e akhlaq quotes in urdu

10:

“نبی کریم ( ص ل و ) نے فرمایا تم میں سے بہتر وہ ہے جو اخلاق میں سب سے اچھا ہے” 

Nabi kareem nay farmaya tum main say bahter wo hay jo akhlaq main sab say acha hay

Husn e akhlaq quotes in urdu

11:

“اخلاق ایک ایسی چیز ہے جو کسی کی نظروں میں آپ کی قدر بڑھا بھی سکتی ہے اور ختم بھی کرسکتی ہے”

Akhlaq aik aisi cheez hay jo kisi ki nazroon main aap ki kader barha sakti hay aur hatam bhi kar skti hay

Husn e akhlaq quotes in urdu

12:

“مسلمان کی خوبصورتی اس کے ایمان سے اور ایمان کی خوبصورتی اس کے حسن اخلاق سے ظاہر ہوتی ہے” 

Musalmaan ki hubsoorti us kay imaan say aur imaan ki hubsorti is kay husn e akhlaq say zahir hoti hay

Husn e akhlaq quotes in urdu with images

13:

“اچھے اخلاق والے انسان کی معاشرہ بھی عزت کرتا ہے اور وہ اللہ کا بھی پسندیدہ بندا ہوتا ہے”

Achay akhlaq walay insaan ki muashra bhi izat karta hay aur wo allah ka bhi pasandida bandah hota hay

Husn e akhlaq quotes in urdu

Husn e akhlaq quotes in urdu with images

14:

“اگر تم چاہتے ہو کہ تمہارے مرنے کے بعد بھی تمہاری پہچان باقی رہے تو اپنے بچوں کے اخلاق بہتر کرو”

Ager tum chahtay ho kay tumharay marnay kay baad bhi tumhari pehchan baqi rahay to apnay bachun kay akhlaq behtar karo

Husn e akhlaq quotes in urdu

15:

“تم جیسا سلوک اپنے ماں باپ سے کرو گے تمہارے بچے بھی تم سے ویسا ہی برتاؤ کریں گے”

Tum jaisa salook apnay maan baap say karo gay tumharay bachay bhi tum say wasa hi bartao karain gay

Husn e akhlaq quotes in urdu with images

16:

“حسن اخلاق کی طاقت کا اندازہ اس چیز سے لگایا جاسکتا ہے کہ آپ(ص ل و) نے ساری دنیا کو اپنے عمدہ اخلاق سے اپنی پیروی میں کر لیا”

Husn e akhlaq ki taqet ka andaza is cheez say lgaya ja sakta hay kay aap nay sari dunya ko apnay umda akhlaq say apni parwi main kar lya

More with these allah quotes in urdu

Umeed hay kay aap ko in urdu quotes say aap ko boht kuch sikhnay ko mila hoga ager han to apnay soston kay saath bhi share karain taka wo bhi sidhay rastay pr lagain aur aik achay tareeqay say zindgi guzarain ager aap aur islamic quotes parna chahtay hain to mazeed posts bhi majood hain aap zaroor daikhain.

More:

50+ Islamic quotes in urdu

50+ urfu quotes about life

50+ urdu quotes about islam

40+ sad quotes in urdu

50+ urdu poetry

50+ funny jokes in urdu

50+ funny poetry in urdu 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top